Karbala ka Waqia
10 Muharram 61 Hijri ko Karbala mein Hazrat Imam Hussain RA aur unke sathiyon ne haq ke liye qurbani di. Ye din sabar, haq par jamne aur zulm ke khilaf awaz uthane ki yaad dilata hai.
*Muharram mein kya karein?
1. *Roza rakhein - 9+10 ya 10+11 Muharram
2. *Nafil ibadat - Zikr, Tilawat, Astaghfar zyada karein
3. *Sadaqa- Ghareebon ki madad karein
4. *Sabse bachein- Kyunke is mahine gunah ka wabal bhi zyada hai