🌾 Jummah Mubarak 🌾
Allah Ta'ala aaj ke mubarak din ki barkat se aap ki har dua qubool farmaye, rizq mein barkat ata kare, aur dil ko sukoon se bhar de. Aaj Surah Al-Kahf ki tilawat karein, durood shareef zyada se zyada parhein, aur apni duaon mein sab ko yaad rakhein.
Jummah Mubarak! đŸ€Č✹