✨ Jummah Mubarak ✨
Aaj ka din duaon, rehmat aur sukoon ka din hai. 🤍
Allah Pak apki har pareshani door kare,
rizq me barkat de aur dil ko sakoon ata farmaaye. 🌸
Aaj zyada se zyada durood shareef parhein aur apno ke liye dua karein. 🤲